ICICI Bank Home Loan

ICICI Bank Home Loan Apply Online , Interest Rate , Eligibility Criteria

ICICI Bank Home Loan

Namashkar doston swagat hai apaka hmari aaj ki ek aur post mein jisme aaj hum baat krne wale hai ICICI Bank Home Loan ke baare mein. Aapko ICICI Bank Se Home Loan kaise mil sakta hai? apako ICICI Bank Se Home Loan par kitna interest rate dekhne ko milta hai ? aur aap is loan ke liye aavedan kaise kar sakte hai? ye sab aaj ki is post mein hum aapko btayenge. To agar to aapko janna hai ki aap kis tarah se ICICI Bank Se Home Loan le sakte hai? to aap hmari ye post aakhir tak padhe.

Loan Amount 5 Lakh – 3 Crore
Interest Rate 6-15%
Tenure Rate 1-30 Years

ICICI Bank Home Loan

ICICI Bank Home Loan Amount

Aapko ICICI Bank se 3 Crore tak ka Home Loan le sakte hai.

Also Read -: SBI Bank Business Loan Kaise Le | SBI Bank Business Loan Interest Rate | SBI Loan

ICICI Bank Home Loan Interest Rate

Aapko jo Home Loan lgaya jata hai, us Home Loan par aapko 6% se lekar 15% ka interest rate lgaya jata hai.

 

For Salaried

Income Interest Rate
35 Lakh RR + 2.70% (6.70%) – RR + 3.15% (7.15%)
35-75 Lakh RR + 2.70% (6.70%) – RR + 3.30% (7.30%)
More Than 75 Lakh RR + 2.70% (6.70%) – RR + 3.40% (7.40%)

 

 

For Self Employed

Income Interest Rate
35 Lakh RR + 2.80% (6.80%) – RR + 3.30% (7.30%)
35-75 Lakh RR + 2.80% (6.80%) – RR + 3.45% (7.45%)
More Than 75 RR + 2.80% (6.80%) – RR + 3.55% (7.55%)

Also Read -: Kissht Loan App से लोन कैसे ले सकते है? Kissht Loan App Interest Rate | Kissht Loan App Review

ICICI Bank Tenure Rate

ICICI Bank se aapko 1 saal se 30 saal tak ka Home Loan dekhne ko mil jata hai.

Also Read -: PaySense Loan App Se Loan Kaise Le | PaySense Loan App Interest Rate | PaySense Loan App Review

ICICI Bank Home Loan Eligibility

  • Aap bharat ke nagrik hone chahiye.
  • Aapki age kam se kam 21 years aur jyada se jyada 65 years ki honi chahiye.

Also Read -: StashFin Loan App Se Loan Kaise Le | StashFin Loan App Interest Rate | StashFin Loan App Review

ICICI Bank Home Loan Processing Fees

Aapko 2.50% ke hisab se processing fees dekhne ko mil jati hai.

Also Read -: LiveCash Loan App Se Personal Loan Kaise Le Sakte Hai | LiveCash Loan App Interest Rate | LiveCash Loan App Review

ICICI Bank Home Loan Documents

  • Aapko ek application bharna hoga.
  • Apko aapne KYC documents bhi jma karwane honge.
  • Apko signature proof bhi dena hoga. jiske liye aap PAN card use kar sakte hai.
  • Apko Apni bank statement dikhani hogi , Jo 1 saal purani to honi chahiye.

ICICI Bank Home Loan Apply

ICICI Bank Home Loan Kaise Le

Aapko Sabse Pehle ICICI Bank ki website pe jan hoga. Fir aapko apna Name,Mobile No., Email ID,City,aapka business kaisa hai , ye bhrna hoga, fir apna net profit btane ke baad. Capcha fill krne ke baad loan ke liye aavedan karne ke liye Submit pe click kar dena hai.

To doston aap is tarah se ICICI Bank Se Home Loan le sakte hai. aapko ICICI Bank se kitna interest rate lgaya jata hai? ye sab aaj ki is post mein aapne jana. To gar to aapko hmari ye post achi lgi to hmein aap jarur btaye comment karke. Or agar aapka koi swal bhi hai , to weh aap kar sakte hai.

Business Loan Information Ke Liye….Click Here

Car Loan Information Ke Liyee….Click Here

Education Loan Information Ke Liye…Click Here

Check Also

IDFC FIRST Bank Loan App से लोन कैसे ले | Interest Rate | Review |

IDFC FIRST Bank Loan App IDFC FIRST Bank Loan App की मदद से आप अपनी …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *