CerditMe Loan App

CreditMe Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate , Apply Online

CreditMe Loan App

Namshkar doston swagat hai aapka hmari new post mein jisme aaj hum aapko ek aisi applicaiton ke baare mein btane wale hai jo mailny Students or Salaried Persons ko loan deti hai. Aaj hum aapko jis application ke baare mein btane wale hai us application ka naam hai , CreditMe. CreditMe Loan App se aapko kitna loan milta hai? yhan se loan par kitne % ke hisab se interest rate lgaya jata hai? Aapko loan kitne samay ke liye diya jata hai? Aap yhan se loan ke liye avedan kaise kar sakte hai ? ye sab hum aapko aaj btayenge. To aap hmari aaj ki is post ko bilkul aakhir tak padhe.

Must Read -: Rapids Loan App Se Loan Kaise Le | Rapids Loan App Interest Rate

CreditMe Loan App Loan Amount

CreditMe Loan App Loan Amount

Is Loan Application se aap adhik se adhik 80,000 ka loan le sakte hain.

Must Read -: BadaBro Loan App Se Loan Kaise Le | Interest Rate , Apply Online

CreditMe Loan App Interest Rate

  • Aapko saal ka 24% ka byaj dekhne ko mil jata hai.
  • To doston Is Loan Application se aapko Kitna interest rate lagaya jaega iske bare mein aap ko pata lag Gaya hai ab ham baat kar lete hain CreditMe Loan App aapko jo loan milega weh loan aap ko kitne samay ke liye Diya jaega yani aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai.

Must Read -: Mi Credit Loan App Apply Online , Interest Rate , Tenure Rate , Eligibility

CreditMe Loan App Tenure Rate

CreditMe application ke dwara apako kam se kam 4 months ke liye loan mil sakta hai. Aur wahi aapko adhik se adhik 7 Months ke liye loan mil jata hai.Ab ham baat kar lete hain doston CreditMe Loan App se loan lene ke liye aapko kaun kaun se document ki jarurat padegi.

Must Read -: KOKO Loan App Se Loan Kaise Le | KOKO Loan App Interest Rate

CreditMe Loan App Documents

  • Sabse pahle to doston aapko Aadhar card ki jarurat hogi Aadhar card ki sahayata se yah company aapki pahchan sunishchit kar legi aapka naam kya hai aap ki date off birth kya hai.
  • Dusre number per aapko doston PAN card ki jarurat padegi PAN card ki ki sahayata se yah company aap ki Jodi aur niche jankariyan ke bare mein pata karenge ki aap Jo bhi jankari is application mein bharenge loan lene ke liye web sahi hai ya galat.
  • Aapko apni pichhle 6 mahine ki bank statement kaise karni hogi.
  • aunt main aapko apna adress ko dikhana hoga jiske liye aap apna bijali ka bil apna pani ka bill ration card passport voter ID card istemal kar sakte hain ab koi bhi uska vitamin kar sakte hain jismein aapka address acche se Sarkar ke dwara verify Kiya Gaya ho.

Must Read -: PaySense Loan App Se Loan Kaise Le | PaySense Loan App Interest Rate | PaySense Loan App Review

Ab baat kar lete hain CreditMe Loan App se loan lene ke liye kisi bhi vyakti ko kaun kaun si eligibility criteria ko pura karna hota hai.

Must Read -: Mobile Loan App Se Loan Kaise Le | Mobile Loan App Interest Rate | Mobile Loan App Review

CreditMe Loan App Eligibility Criteria

  • Sabse pahle to doston aap ki age 22 se 58 year ki honi chahiye.
  • Dusre number per doston aap Bharat ke nagrik hone chahiye.
  • aakhri aur sabse mahatvpurn eligibility doston kya hai ki aapke pass koi Na koi naukari jarur honi chahie aur use naukari se aapko aise jarur ko monthly income jarur aani chahie.

Ab aapko humne Kiya Bata Diya hai CreditMe Loan App aap ko kitne Rashi Tak ka loan mil sakta hai kitne interest per loan milega aapko loan ke liye samay Kitna Diya jaega ya nahin aapko tenure rate Kitna dekhne Ko milta hai ab baat kar lete hain doston CreditMe Loan App se loan aap kaise le sakte hain.

CreditMe Loan App Apply

CreditMe Loan App Se Loan Kaise Le ?

Sabse pahle to doston aapko is application to vote Google Play Store se download kar lena hai download kar lene ke bad aapko ismein apne mobile number ke sath hosted karna hoga aur aap ko ek bar Gyan rakhni hai aap Jo mobile number istemal karenge vah mobile number aapki Bank khate ke sal juda hona chahie.

Must Read -: Axis Bank Personal Loan Kaise Le | Axis Bank Personal Loan Loan Amount | Axis Bank Personal Loan

Uske bad aapko sari jankariyan dalni hai aur fir ismein aapko apni dasta bhejo upload karne honge iske bad Jaise hi aapka loan approved kar diya jaega is application ke dwara aapke paise aapke dwara bataye Gaye bank account mein main dal Diya. To doston kis tarah se aap CreditMe Loan App se loan le sakte hain.

Must Read -: KreditBee Loan App Se Loan Kaise Le|

Check Also

FinShell Pay Loan App से लोन कैसे ले ? FinShell Pay Loan App Interest Rate, Review |

FinShell Pay Loan App नमस्कार दोस्तों आज हम FinShell Pay Loan App के बारे में …

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *